Song Lyrics Title = Megha Re Megha Song Lyrics Movie = Shikhar (2005) Singer = Alka Yagnik, Udit Narayan Lyricist = Sudhakar Sharma, Anita Sarkar, Chandrashekhar Rajit, Manohar Iyer Music Director = Viju Shah Film Director = John Mathew Matthan Film cast = Ajay Devgn, Bipasha Basu, Shahid Kapoor, Amrita Rao
mp3 songs
((megha re megha ambar ke pani laye sagar se nanhe nanhe paudho pe bunde banke ye barse megha re megha ambar ke pani laye sagar se nanhe nanhe paudho pe bunde banke ye barse hari bhari dharti pe hari bhari dharti pe chhalke rang pyar ke aaj khushi nach uthi dekho sang sang bahar ke megha re megha ambar ke pani laye sagar se nanhe nanhe paudho pe bunde banke ye barse hari bhari dharti pe
hari bhari dharti pe chhalke rang pyar ke aaj khushi nach uthi dekho sang sang bahar ke ho upwan rahenge to jiwan rahega ye chakkar jiwan ka chalta rahega ho upwan rahenge to jiwan rahega ye chakkar jiwan ka chalta rahega in ped paudho se milti hai sanse inki ye sakhe hai jiwan ki rahe waqt pe badalte waqt pe badalte inse mausam sansar ke aaj khushi nach uthi dekho sang sang bahar ke nasht kare wan ko jo dushman samaj ke kal ki na soche wo to soche bas aaj ka hari bhari dharti pe hari bhari dharti pe chhalke rang pyar ke aaj khushi nach uthi dekho sang sang bahar ke...))
Posted by : {Akanksha shukla}
|