Song Lyrics Title = Hindustani Khana Hindustani Movie/album = Bhola in Bollywood (2005) Singers = Sonu Nigam Song Lyricists = N/A Director = Sumbul Gazi Starring = Siraj Khan, Bharti Sharma, Alok Nath, Avtar Gill, Raza Murad, Ajit Vachchani Release on = 15th October, 2004
Mp3 Song Lyrics
((Hamne dekhi duniya dekha sara zamana Hamne dekhi duniya dekha sara zamana Jo hai hamne dekha tumko bhi hai sunana Jo hai hamne dekha tumko bhi hai sunana Do cheezo ne bana ke rakha duniya ko
deewana Hindustani khana hindustani gana Hindustani khana hindustani gana
Yug yug ki parampara hai jo chalti aj tak
aye Yug yug ki parampara hai jo chalti aj tak
aye Apne ghar se bhukha koi na jane paye Sabri ke ber the juthe par sradha ki wo
sachi Sabri ke ber the juthe par sradha ki wo
sachi Sudama ki bhi niyat girdhar ko lagi thi
achi Bhikshuk ki hoti pariksha bhala aisa kahi
hai hota Phadosi jo ho bhukha dil apna bhi hai rota Ye pet se dil ka rasta ye jane har bhayata Na khale jab tak swami nahi khana muh mein
jata Diwali ki mithaiya idd ki mithi sewayiya Pardesh mein desh ke khane kam kar dete
hai duriya Bachpan ki yade purani hum sab ki ek
kahani Wo maa ke hath ka khana jo laye muh mein
pani Wo dadi maa ki sigdi sardi mein pake jo
rabdi Or nani maa ka khilana wo asli ghee mein
khichdi Wo khet mein pina lassi lassi pe malayi
moti Sarso ke sag se khana makke di sondhi roti Ye hai ibadat ye hai pooja isko adab se
khana Hindustani khana hindustani gana Hindustani khana hindustani gana
Lori sunake maa ne ghutti mein swar utara Lori sunake maa ne ghutti mein swar utara Sangeet ki sangat mein jeevan hai hamne
gujara Koi khusi ho ya gum sangeet hamesha hardam Koi khusi ho ya gum sangeet hamesha hardam Garba hai kahi to kahi chham chham
bharatnatyam Dulhan ki uthe jab doli ya brij bhumi ki
holi Chan chan chanke ghunghru or dhol bajaye
dholi Jeevan ke har ek raas mein sangeet ne rang
hai dala Vardan mila ye hamko murli sune jab radha Hai krishan ki kisme lila meera ki kisme
krida Ye bole saki boli hai gor ki isme kavita Galib ki isme gajle wo sant kabir ke dohe Or heer ki sun ke bolo bhala koi kyu na
roye Wo khusharo ki kawalli wo sur wo taal wo
tali Tansen ne jalaya pani badi mithi hai
gurbani Ajmer ki jaa wo dargah ya sirdi ke sai
baba Surtal bahe sab ganga geeto mein geet
ranga Sare jaha ne ab ye mana india ka hai
jamana Hindustani khana hindustani gana Hindustani khana hindustani gana Hindustani khana hindustani gana Hindustani khana hindustani gana
Hindustani khana hindustani gana Hindustani khana hindustani gana...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|