Song Lyrics Title = Is Dharti Is Gagan Ka Kahna Song Lyrics Movie = Ganga Tera Pani Amrit (1971) Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi Song Lyricists = Sahir Ludhianvi Music Composer = Ravi Shankar Sharma Director = Virendra Sinha Music Label = Saregama Starring = Naveen Nischol, Yogita Bali, Pran, Jagdeep, Shatrughan Sinha, Ashok Kumar, Nirupa Roy, Narendra Nath, Pandaribai
mp3 songs
Is dharti is khule Gagan ka kya kahna Madmati madbhari Pawan ka kya khana Phulo bhare ye Gulsan hare Magan hua tan Man kya kahna Phulo bhare ye Gulsan hare Magan hua tan Man kya kahna
Gawalno ka roop Ghunghato ki aad me Gawalno ka roop Ghunghato ki aad me Gawalno ka roop Ghunghato ki aad me Panchhiyo ka pyar Bairiyo ki jaad me Pasvi ki jaan Khetiyo ke par se Panghato ki nar Bole is pukar se Dhadkan badhe Nasha sa chade Thirak uthe Ghaghan kya kahna
Chapuo ke rag kah Rahe hai pyar se Chapuo ke rag kah Rahe hai pyar se Jud gaye hai aaj Kastiyo ke tar se Ja raha hai jane Kon kisi ki chah me Bas raha hai kon Jane kis nigaha me Do dil mile to Kaliya khile Machalti uthe Dhadkane Kya kahna Do dil mile to Kaliya khile Machalti uthe Dhadkane kya kahna
Is dharti is khule Gagan ka kya kahna Madmati madbhari Pawan ka kya khana Phulo bhare Ye gulsan hare Magan hua tan Man kya kahna
Bas gayi hai nigaha Jab kahi tum aaye ho Kya meri pukar Sunke bhi praye ho Bas gayi hai nigaha Jab kahi tum aaye ho Kya meri pukar Sunke bhi praye ho Itna intzar roj Kar na paungi Rok lungi aaj ya Mai sath jaugi Duri ghati to ye Duvidha hate to Fir mere sajan Kya kahna Duri ghati to ye Duvidha hate to Fir mere sajan Kya kahna
Is dharti is khule Gagan ka kya kahna Madmati madbhari Pawan ka kya khana Phulo bhare Ye gulsan hare Magan hua tan Man kya kahna Phulo bhare ye Gulsan hare Magan hua tan Man kya kahna...
Posted by : {Anamika Tyagi}
|