Song Lyrics Title = Kya Kahiye Bhagwan Se Song Lyrics Movie = Hum Paanch (1980) Singers = Mohammed Rafi Song Lyricists = Anand Bakshi Music Composer = Laxmikant-Pyarelal Director = Bapu Music Label = Polydor Music Starring = Sanjeev Kumar, Shabana Azmi, Mithun Chakraborty, Nasiruddin Shah, Raj Babbar, Gulshan Grover, Amrish Puri Release on = 27th November, 1980
mp3 songs
Are kya kahiye insan se Are kya kahiye bhagwan se Ye dono to darte ha idarte hai aji arte hai Ye dono se darte hai dhanwan se
Kya kahiye insan se Kya kahiye bhagwan se Kya kahiye insan se Kya kahiye bhagwan se Ye dono se darte hai dhanwan se Kya kahiye insan se Kya kahiye bhagwan se Kya kahiye insan se Kya kahiye bhagwan se Kya kahiye insan se Kya kahiye bhagwan se
Jab jab bhakt bulate hai Tab tab bhagwan aate hai Jab jab bhakt bulate hai Tab tab bhagwan aate hai Lekin wo bhi kabhi kabhi Kuch vipada me pad jate hai Ram rahe chup dur khade Phir rawan se kaun lade Kaun bachaye nirbal ko Kaun bachaye nirbal ko balwan se Kya kahiye insan se Kya kahiye bhagwan se Kya kahiye insan se Kya kahiye bhagwan se
He are apno se muh mod ke Apne man ko tod ke Kaun se desh chale bhaiya Ye ghar ye gaw chod ke Jaan yaha bhi jayegi Are jan yaha bhi jayegi Jaan waha bhi jayengi Bhag rahe ho bujdil kyu Bhag rahe ho bujdil kyu Maidan se maidan se maidan se
Ye soye insa jab uthe Bnkar lahrate nag uthe Ab inke kadam ruk sakte nahi Kat sakte hai jhuk sakte nahi Kitne takatwar dekh hai ye Aphle ye alag ab ek hai ye Ye wapas laut ke aayenge Phir tujhko sabak sikhlayenge Ab jiwan ek sangram bana Ye geeta ka pagam bana Pandaw ne krishna ka nam liya Arzun ne dhanush ko tham liya Ab ye roka na jayega Ab ye wapas na aayega Nikal pada hai ab ye teer kaman se...
Posted by : {Anamika Tyagi}
|