Song Lyrics Title : Zamana Diwana Ho Gaya Song Lyrics Movie : Zamaana Deewana (1995) Singers: Sapna Mukherjee, Vinod Rathod Song Lyricists: Sameer Music Composer: Nadeem Saifi, Shravan Rathod Director: Ramesh Sippy Music Label: Venus Music Starring: Jeetendra, Shatrughan Sinha, Shahrukh Khan, Raveena Tandon, Anupam Kher, Prem Chopra Release on: 28th July, 1995
mp3 songs
Arre baarudo ke mausam mein sab Karane lage phulon ki baat Aag ke jalate dariya par Phir hone lagi rimzim barsaat Tham gayi hai nafrat ki aandhi Arre aalam sara hai khushhaal Saanson mein hai preet ki sargam Tan soni te mann mahiwal Aji kya kaha? Dhundhte rah jaoge Kya? Aji dhundhte rah jaoge Pyar me har koi kho gaya Zamaana deewana ho gaya Zamaana deewana ho gaya Pyar me har koi kho gaya Zamaana deewana ho gaya Zamaana deewana ho gaya Dil ke pahlu me dil so gaya Dil ke pahlu me dil so gaya Zamaana deewana ho gaya Zamaana deewana ho gaya Pyar me har koi kho gaya Zamaana deewana ho gaya Zamaana deewana ho gaya
In galiyo me bach ke rahna natkhat prem kumari In galiyo me bach ke rahna natkhat prem kumari Is basti me rahte hai sab ke sab prem pujari Chatak matak ke mat chaliyo Koi namak laga kar chakh lega Chatkili chatak jawani ko Jhat se ankhiyan me rakh lega Sundar ladki hai jaha Tandrusti hai waha Tandrusti hai waha
Ho laila majnu se shirin farhaad se Ho laila majnu se shirin farhaad se Hara hai zamaana dil ki fariyad se, fariyad se Dil bekhabar hai, dilkash safar hai, na koi darr hai Sama ki baaho me he parwane
Sabka dil ishq me kho gaya Zamaana deewana ho gaya Zamaana deewana ho gaya Dil ke pahlu me dil so gaya Dil ke pahlu me dil so gaya Zamaana deewana ho gaya Zamaana deewana ho gaya
Zulm ki ye khanjar chalwaye Kitne hitlar aaye Zulm ki ye khanajr chalwaye Kitne hitlar aaye Par ishq me pagal deewano ko woh bhi rok na paye Lahu dilo ka jab chahat ke rango me dhalta hai Tab tab is duniya me sundar tajmahal banta hai Maine raag jo chheda mere raag ne jaadu kar diya Mere raag ne jaadu kar diya
Arre kaise koi roke rasta toofano ka, toofano ka Haan kaise koi roke rasta toofano ka, toofano ka Vada kabhi tute nahi deewano ka, deewano ka Hanske marenge, ulfat karenge, yeh na darenge Milke likhenge naye afsane
Darne wala wo kal to gaya Zamaana deewana ho gaya Zamaana deewana ho gaya Dil ke pahlu me dil so gaya Dil ke pahlu me dil so gaya Zamaana deewana ho gaya Zamaana deewana ho gaya Pyar me har koi kho gaya Zamaana deewana ho gaya Zamaana deewana ho gaya Dil ke pahlu me dil so gaya Dil ke pahlu me dil so gaya Zamaana deewana ho gaya Zamaana deewana ho gaya Zamaana deewana ho gaya Zamaana deewana ho gaya.
Posted by: {Neha sharma}
|