Song Lyrics Title = Banda Nawaz Dekhiye Song Lyrics Movie = Ek Din Ka Baadsha (1964) Singers = Kishore Sharma, Asha Bhosle, Miss Vijay, Mohammed Rafi, S.Balbir, Surender Kohli Song Lyricists = Prem Warbartani Music Composer = Hansraj Behl Director = Jugal Kishore Music Label = Saregama Starring = Jairaj, Nishi, Jugal Kishore, Sunder
mp3 songs
Bandanawaz Dekhiye aisa na kijiye Bandanawaz Dekhiye aisa na kijiye Hum aapke hai humse ha Hum aapke hai Humse to parda na kijiye Hum aapke hai Humse to parda na kijiye
Uthna pade na aapko Mehfil se phir kahi Uthna pade na aapko Mehfil se phir kahi Humko nigahe shok shok Humko nigahe Shok se dekha na kijiye Humko nigahe Shok se dekha na kijiye
Hai jiski aabtab Se jannat ka husn man Sharma gaya humse Wahi chudvi ka chand Sharma gaya humse Wahi chudvi ka chand chand Sharma gaya humse Wahi chudvi ka chand
Ho us chnad ko salam kiya Kya gajab kiya O itna hasin kam kiya Kya gajab kiya O itna hasin kam kiya Kya gajab kiya Koi kare salam salam Koi kare salam to bigda na kijiye Bigda bigda bigda na kijiye Bigda bigda bigda na kijiye Bandanawaz dekhiye aisa na kijiye
Hum shokhiya hujur ki Kab tak kare maf Kahna padega Aapse ab to ye saf saf Kahna padega Aapse ab to ye saf saf Saf saf Kahna padega Aapse ab to ye saf saf O dastur husn aapko Shayad pata nahi O ye mehfile adab Hai koi maikada nahi O ye mehfile adab Hai koi maikada nahi
Pile do char zam zam Pile do char zam to bahka na kijiye Bahka bahka bahka na kijiye Bahka bahka bahka na kijiye Humko nigahe Shok se dekha na kijiye
Hanskar uthe salam Kiya aur chal diye Nazro se kattle aam Kiya aur chal diye Nazro se kattle aam Kiya aur chal diye Chal diye Nazro se kattle aam Kiya aur chal diye
O julfe zara si khol ke Aanchal sambhal ke O jane lage kaha Hume uljhan me dal ke O jane lage kaha Hume uljhan me dal ke
Jane bhi dijiye aji jane bhi dijiye Aji gussa na kijiye Gussa gussa Gussa na kijiye Gussa gussa Gussa na kijiye Bandanawaz Dekhiye aisa na kijiye
Tum hi nahi ho aur Bhi aashiq hajar hai Wo bhi hajar jaan Se hum par nisar hai Wo bhi hajar jaan Se hum par nisar hai Nisar hai Wo bhi hajar jaan Se hum par nisar hai
O humko nahi kisi ki Mohabbat ka eaitbar O same wafa hai Ek patange hai besumar Same wafa hai ek Patange hai besumar Kya kijiye jo aise Kya kijiye jo aise me tauba na kijiye Tauba tauba tauba na kijiye Tauba tauba tauba na kijiye Humko nigahe Shok se dekha na kijiye Bandanawaz Dekhiye aisa na kijiye Hum aapke hai Humse to parda na kijiye...
Posted by : {Anamika Tyagi}
|