Home
 
Bhojpuri Songs
 
Navaratri
 
Ganesh Chaturthi
 
Independence Day
 
New mp3 songs
 
Hindi mp3 songs
 
 
Tamil Songs
 
Bangla mp3 songs
 
Marathi mp3 songs
 
Ghazal
 
Devotional Songs
 
Qawali songs
 
TV Serial Songs
 
Patriotic
 
Instrumental
 
Disco
 
Remix
 
Holi Songs
 
Raksha Bandhan
 
 
Mujhse Nazre Milane Ki

Mujhse Nazre Milane Ki mp3 songs


Song Name File Type Perform Action
Mujhse Nazre Milane Ki Complete Lyrics mp3 songs Visit
Mujhse Nazre Milane Ki movie songs mp3 songs Visit
Mujhse Nazre Milane Ki free song mp3 songs Visit
Mujhse Nazre Milane Ki mp3 songs mp3 songs Visit
Mujhse Nazre Milane Ki play online | Mujhse Nazre Milane Ki song lyrics | Mujhse Nazre Milane Ki listen | Mujhse Nazre Milane Ki playlist
Song Title = Mujhse Nazre Milane Ki
Movie/Album = Maan Gaye Ustaad (1982)
Singers = Mohammed Rafi, Manna Dey
Song Lyricists = Verma Malik
Music Director = Master Sonik, Om Prakash Sonik
Director = Shibu Mitra
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

Dunia ke liye mai afat hu
Mere sanme tu koi cheez nahi
Tere bap ke mai to barabar hu
Kya itni tumhe tamiz nahi
Mujhse najre
Mujhse najre milane ki jurarat na kar
Mujhse najre milane ki jurarat na kar
Ye nasha hai jawani ka utar jayega
Mujhse najre milane ki jurarat na kar
Ye nasha nasha hai
Ye nasha hai jawani ka utar jayega

Aisi sokhi jaisi masti are na josh me aa
Hai teri dhalti umar dekh jara hosh me aa
Ab purani
Ab purani imarat ka khandar hai tu
Ab purani imarat ka khandar hai tu
Ek thokar lagi to bikhar jayega
Ab purani imarat ka khandar hai tu
Ek thokar thokar
Ek thokar lagi to bikhar jayega
Mujhse najre milane ki jurarat na kar

Kayi tuhjse akad bajo ke
Maine bal nikale hai
Samjh kar ek machhar
Yu jhtakar masal dale hai
Mujhe aankhe dikhane ki
Teri himmat hui kaise
Maine in aastino me hazaro sap pale hai
Hath galti se
Hath galti se bhi uth gaya jo mera
Hath galti se bhi uth gaya jo mera
Fir pata na chalega kidhar jayega
Mujhse najre milane ki jurarat na kar
Juba ko band kar
Warna teri halat bigadunga
Ye khuji or ye masti mai
Chutki me utarunga
Tod ke haddiya teri
Tera surma bana dunga
Mile na jis jagah pani jagah aisi pe marunga
Tera bheja
Tera bheja hai ab aasma pe chada
Tera bheja hai ab aasma pe chada
Ek pad gayi to niche utar jayega
Ab purani imarat ka khandar hai tu

Tere andar jawani ko jo shola fadfadata hai
Teri badkismati ka samjh le pagam lata hai
Koi kandha dene na aayega tere janaje ko
Tu ek tufan ko awaz dekar kyu bulata hai
Is bina pe
Is bina pe tujhe maf karta hu mai
Is bina pe tujhe maf karta hu mai
Akal hogi to apne ap hi sudhar jayega
Mujhse najre milane ki jurarat na kar

Tujhe julmo kahar ka aaj
Wo jalwa dikha dunga
Karega roke tauba tauba
Mai aisi saja dunga
Tujhe pachti nahi hai jel me
Ye muft ki roti
Teri aankho pe jo parde
Wo sab utha dunga
Char din hai
Char din hai budhape ke tu katle
Char din hai budhape ke tu katle
Gussa mera na jane kya kar jayega
Ab purani imarat ka khandar hai tu

Bure din aaye gidad ke to
Wo gaw ko jata hai
Are bakre tu kyu ek
Sher ke pinjare me aata hai
Teri mai mai se pahle hi
Tujhe mai fad ke rakhdu
Wo katil jo karke katal aksar
Bhul jata hai
Aa jayegi
Aa jayegi kayamat yaha pe agar
Aa jayegi kayamat yaha pe agar
Mujhse najre milane ki jurarat na kar

Meri hi hukm se barat me
Sahnayi bajti hai
Mera hi naam leke dulhano ki
Sej sajti hai
Jo katil ko katal karde
Mai aisa katil hu
Meri marzi se yaha jindagi aur
Maut chalti hai
Aye khuda
Aye khuda tu mujhe maf karna agar
Aye khuda tu mujhe maf karna agar
Ek budha mera hatho mar jayega
Ab purani imarat ka khandar hai tu

Are mamuli jeb kata hokar
Katil se mukabala karta hai
Budha andar se darta hai
Upar se bate karta hai
Gardan ko tod deta hu mai
Mere samne jo bhi akadta hai
Abhi waqt hai mafi mangle tu
Budhe ki maut kyu marta hai
Mai etam bum hu aur
Tu diwali ka patakha
Uda dunga parakh ke mai
Agar kar du dhamaka
Mere pawo ko chhute hai
Ye daku raka saka
Mai aisa daku hu jo
Dakuo pe dale daka
Tu gabbar singh bhi hoga
Tere chhakke chhuda du
Tu dharma daku bhi ho to
Tera takhta uda du
Bolti bnd kara du

Teri dhajjiya uda du
Tera charkha chala du
Tera baja baja du
Muh ko mai noch lunga
Juba ko khich lunga
Maut or jahar hu mai
Khuda ka kahar hu mai
Aa dekhu tera hausla
Abhi karta hu faisla
Are tu abhi karta hai faisla
Ha gandhi ji ne li azadi
Bina kiye koi jang
Dalte ho azadi ke din
Tum rang me bhang
Jawani budhapa milkar aisi
Paida karo misal
Jaise gandhi ji ke sang the
Veer jawaharlal
Ladna hai to
Vatan ke liye tum lado
Ladna hai to
Vatan ke liye tum lado
Amar hoga
Vatan pe jo mar jayega
Ladna hai to
Vatan ke liye tum lado
Amar hoga
Vatan pe jo mar jayega
Jo mar jayega
Jo mar jayega..

Posted by : {Anamika Tyagi}


Mujhse Nazre Milane Ki online play | Mujhse Nazre Milane Ki lyrics | Mujhse Nazre Milane Ki free mp3 songs | Mujhse Nazre Milane Ki play mp3 song

TO DOWNLOAD ANY SONG PLEASE VISIT TO WWW.MP3MEDLEY.COM
Popular Tags: Mujhse Nazre Milane Ki online mp3 songs | Mujhse Nazre Milane Ki mp3 free | Mujhse Nazre Milane Ki full songs | Mujhse Nazre Milane Ki online music | Mujhse Nazre Milane Ki online listen | Mujhse Nazre Milane Ki free music | Mujhse Nazre Milane Ki music | Mujhse Nazre Milane Ki Songs Lyrics & Mp3 Free

Recent Tags:Mujhse Nazre Milane Ki Free mp3 song play lyrics, Mujhse Nazre Milane Ki free mp3 song, Mujhse Nazre Milane Ki free songs, Mujhse Nazre Milane Ki song online, song play online free, free song listen online, Mujhse Nazre Milane Ki songs, Mujhse Nazre Milane Ki mp3 songs, Mujhse Nazre Milane Ki mp3 songs lyrics play, Mujhse Nazre Milane Ki song listen online, online play mp3 songs, lyrics, hindi lyrics