Song Title = Do Char Din Pyar Se Movie/Album = Nadiya Ke Paar (1948) Singers = Mohammed Rafi, Shamshad Begum Song Lyricists = Moti B. A. Music Director = Ramchandra Narhar Chitalkar Director =Kishore Sahu
Mp3 Song Lyrics
((Nanhi si jaan me hai jawani ka sitam kyun Rag rag me nasha aur nashe me hai dard kyun
Ye is liye ke zindagi me pyar kiya jaaye Ye is liye ke zindagi me pyar kiya jaaye Do char din yeh pyar se guzaar diya jaye Do char din yeh pyar se guzaar diya jaye
Haan do dil jab ek hote hai Tab do bane hai kyun Milane ki tamanna hai magar Milate nahi hai kyun
Ye is liye ke dil pe dil nisaar kiya jaye Ye is liye ke dil pe dil nisaar kiya jaye Do char din yeh pyar se guzaar diya jaye Do char din yeh pyar se guzaar diya jaye
Haan aankho se aankh mil gai Phir bhi na chain kyun Haan pahachan ho gai Magar bebasi hai kyun
Ye is liye ke ishq ka izahaar kiya jaye Ye is liye ke ishq ka izahaar kiya jaye Do char din yeh pyar se guzaar diya jaye Do char din yeh pyar se guzaar diya jaye
Haan in mast nigaaho me Pareshaniyan hai kyun Betaab do dilo me yun Jawaniyan hai kyun
Ye is liye ke ab naa itazaar kiya jaye Ye is liye ke ab naa itazaar kiya jaye Do char din yeh pyar se guzaar diya jaye Do char din yeh pyar se guzaar diya jaye...))
Posted by : {Anamika Tyagi}
|