Song Lyrics Title = Apni Biwi Bachon Ke Karib Hoon Song Lyrics Movie = Taqdeer Ka Tamasha (1990) Singers = Alka Yagnik, Mohammed Aziz Song Lyricists = Sameer Music Composer = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav Director = Anand Gaekwad Music Label = Venus Records Starring = Jeetendra, Govinda, Aditya Pancholi Release on = 12th January, 1990
mp3 songs
Apne biwi bachon ke karib hu Apne biwi bachon ke karib hu Main duniya mein kitni khusnasib hu Main duniya mein kitni khusnasib hu Apne biwi bacho ke karib hu Main duniya mein kitni khusnasib hu Main duniya mein kitni khusnasib hu
Apne piya aur bachon ke karib hu Apne piya aur bachon ke karib hu Main duniya mein kitni khusnasib hu Main duniya mein kitni khusnasib hu
Mandir jaisa ghar hai apna Ghar me huwa hai sach har sapna Mandir jaisa ghar hai apna Ghar mein huwa hai sach har sapna Jab bhi main bahar se ghar me aata hu Dunia ke sare gum bhul jata hu Dur bhala hum kaise rahenge Tu mera aur main tera nasib hu Tu mera aur main tera nasib hu Main duniya mein sabse khusnasib hu Main duniya mein sabse khusnasib hu
Mujhpe bada ahsan kiya hai Sab kuchh mujhko rab ne diya hai Mujhpe bada ahsan kiya hai Sab kuchh mujhko rab ne diya hai Mujhko kisi se koi sikwa na gila Maine jo kuchh manga mujhko hai mila Pyar ki daulat mujhko mili hai Kaun kahega mujhko main garib hu Kaun kahega mujhko main garib hu Main duniya mein sabse khusnasib hu Main duniya mein sabse khusnasib hu
Chahe falak ho chahe jami ho Tere bina nahi jina Ye duniya ho ya wo jaha ho Bichdenge hum to kahi na Mere jivan sathi sath hame hai rahna Sukh dukh hum dono ko Ab to sang sang sahna Mujhse jo tujhko dur karega Main uska sabse bada rakib hu Main uska sabse bada rakib hu Main duniya mein kitni khusnasib hu Main duniya mein kitni khusnasib hu Apne biwi bacho ke karib hu Main duniya mein sabse khusnasib hu Main duniya mein sabse khusnasib hu.....
Posted by : {Anamika Tyagi}
|