Song Lyrics Title = Jise Pyar Zamana Kehta Hai Song Lyrics Movie = Tadap Aisi Bhi Hoti Hai (1988) Singers = Amit Kumar, Lata Mangeshkar Song Lyricists = M. G. Hashmat Music Composer = Rahul Dev Burman Music Label = T-Series Starring = Meenakshi Seshadri, Chunky Pandey
mp3 songs
Jise pyar zamana kehta hai Naam uska to qurbaani hai Jise pyar zamana kehta hai Naam uska to qurbaani hai Jo meri aankh se behta hai Wo tere dard ka paani hai Jise pyar zamana kehta hai Naam uska to qurbaani hai Jo meri aankh se behta hai Wo tere dard ka paani hai Jise pyar zamana kehta hai Naam uska to qurbaani hai
Maine tumko tadapaya hai Ab tadapu teri tadapan mein Maine tumko tadapaya hai Ab tadapu teri tadapan mein Ehsaas se dard ubharta hun Har saans hai dil ki dhadkan mein Main teri wafa na samjh saki Meri bhool hai yeh nadani hai Jo meri aankh se behta hai Wo tere dard ka paani hai Jise pyar zamana kehta hai Naam uska to qurbaani hai
Jo kasam dilayi thi tumne Ham usko tod na paayenge Jo kasam dilayi thi tumne Ham usko tod na paayenge Ham tere hai tere dukh mein Yeh duniya chhod ke jaayenge Hamne tumse na milne ki Marne tak kasam nibhani hai Jo meri aankh se behta hai Wo tere dard ka paani hai Jise pyar zamana kehta hai Naam uska to qurbaani hai
Tum miloge mujhe phir kahi Is aas mein ab tak jiti thi Tum miloge mujhe phir kahi Is aas mein ab tak jiti thi Tere gham mein sulagti rehti thi Aur pyaas mein aansu piti thi Tumhe kho kar jeena mushkil hai Mar jaane mein aasani hai Jo meri aankh se behta hai Wo tere dard ka paani hai Jise pyar zamana kehta hai Naam uska to qurbaani hai
Yeh pyar mohabbat aur wafa Bas thodi de ke rishte hai Yeh pyar mohabbat aur wafa Bas thodi de ke rishte hai Aksar to bichhad ne ke khatir Duniya mein musafir milte hai Yeh kadavi haqiqat hai hamne Nadan dil ko samjha ni hai Jo meri aankh se behta hai Wo tere dard ka paani hai Jise pyar zamana kehta hai Naam uska to qurbaani hai
Jab yaaad andheri raato mein Mere dil ke taar hilati hai Jab yaaad andheri raato mein Mere dil ke taar hilati hai Khamoshi mein aawaz teri Mere kano tak aati hai Lagat hai hamri chahat ki Duniya se alag kahani hai Jo meri aankh se behta hai Wo tere dard ka paani hai Jise pyar zamana kehta hai Naam uska to qurbaani hai
Haatho o lakire dekhti hun Taqdeer ka dosh batati hun Haatho o lakire dekhti hun Taqdeer ka dosh batati hun Kabnhi mein teri barbaadi ka Khud pe ilzaam lagati hai Jo zulm kiya maine tumne Ab uski saza to pani hai Jo meri aankh se behta hai Wo tere dard ka paani hai Jise pyar zamana kehta hai Naam uska to qurbaani hai
Main tere dard ke rishte ko Sine se laga ke jee lungi Main tere dard ke rishte ko Sine se laga ke jee lungi Chubhti saaso ki dhgo se Dil ke tukdo ko see lungi Ek pal ka guzarna mushkil hai Phir bhi yeh umar bitani hai Jo meri aankh se behta hai Wo tere dard ka paani hai Jise pyar zamana kehta hai Naam uska to qurbaani hai....
Posted by : {Anamika Tyagi}
|