Song Lyrics: Hai Re Tauba Yeh Jawanee Song Lyrics Movie or Album: Hanste Zakhm 1973 Singer(s): Mohammad Rafi, Balbeer Music Director(s): Madan Mohan Lyricist(s): Kaifi Azmi
Lyrics
hai re tauba -2 yeh jawanee yeh jawanee kaa garur ishk ke samne phir bhee sar jhukana hee pada kaisa kahete the naa aayenge - (2) magar dil ne iss tarah pukara tumhe aana hee pada
han yeh mana meree jan mohabat saja hai - (2) maja isme itana magar kisliye hai - (2) woh ek bekararee jo abtak idahar thee woh hee bekararee udhar kis liye hai abhee tak toh idhar thee udhar kisliye hai kisliye hai han kisliye hai han yeh mana meree jan.........
(bahelna naa jane badalna naa jane tamana machal ke sambhalna najane - (2)) - (2) karib aur aao kadam toh badhao juka du naa me sar toh sar kis liye - (2) han yeh mana meree jan.........
najare bhee dekhe ishare bhee dekhe kai khubsurat sahare bhee dekhe - (2) najare bhee dekhe ishare bhee dekhe kai khubsurat sahare bhee dekhe nam kya chij hai ijjat kya hai, sone chandee kee hakikat kya hai lakh bahalaye koyee daulat se, pyar ke samne daulat kya hai najare bhee dekhe ishare bhee dekhe kai khubsurat sahare bhee dekhe - (2) jo maikhene jake me sagar uthao toh phir yeh nasili najar kisliye hai - (2) han yeh mana meree jan..........
tumhi ne savanra tumhi ne sajaya mere sune dil ko tumhi ne basaya - (2) tumhee ne savanra tumhi ne sajaya mere sune dil ko tumhi ne basaya jis chaman se bhee tum gujar jao, har kali par nikhar aajaye ruth jo toh ruth jai khuda, aur jo has do toh bahar aa jaye tumhee ne savanra tumhee ne sajaya mere sune dil ko tumhi ne basaya - (2) tomhare kadam se hai ghar me ujala agar tum nahee toh yeh ghar kis liye hai - (2) han yeh mana meree jan...........
|