ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja - 2
meri manzil hai tu
tu hi mera jahaan
ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja - 2
ban gaye aaj ham do badan ek jaan
ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja
(bheega bheega aanchal
aankhon ka yeh kajal
ghayal na kar de mujhe
seene ki yeh huchul
badhne lagi pal pal
paagal na kar de mujhe) - 2
paagal toh ham ho gaye
ban jaayegi dastaan
aahista bolo sanam
sun lega sara jahaan
meri manzil hai tu
tu hi mera jahaan
ae mere humsafar
ae meri jaan-e-ja - 2
(saanson ke yeh sholey
saanson mein tu gholey
pal mein pihgal jaye ham
hothon ke angaarey hothon pe hamare
rakh de toh jal jaaye ham) - 2
yeh pyar woh aag hain
jis mein nahi hai kuaan
lagti hai jab yeh agan
jal jaate hai jism-o-jaan
ban gaye aaj ham do badan ek jaan
ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja
meri manzil hai tu
tu hi mera jahaan
ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja