Song Lyrics: Jamane Kee Aankho Ne Dekha Hai Yaro Song Lyrics Movie or Album: Ek Bar Mooskura Do 1972 Singer(s): Mohammed Rafi Music Director(s): O P Nayyar Lyricist(s): Shamsul Huda Behari
Lyrics
nafarat se jinhe tum dekhte ho, tum marthe ho jinko thokar kya unpe gujarthee hai dekho, ik bar kabhee ghayal hokar
jamane kee aankho ne dekha hai yaro sada apnee duniya me aisa najara kabhee unko phulo se puja hai sabne kabhee jinko logo ne pattar se mara
jamane kee aankho ne, dekha hai yaro
pise na jahan tak, patthar pe mehendee kisee bhee tarah rang, lathee nahee hai hajaro jagah thokare kha ne le jab koyee jindagee muskuratee nahee hai bina khud mare, kisko jannat milee hai bina dukh sahe kisne, jivan savara
jamane kee aankho ne, dekha hai yaro
bhavar se jo ghabarake, pichhe haten hein dubodee hai maujon ne, unakee hee nayya jo toofan se takarake aage bade hai bina koyee majee, bina hee khivaiya kabhee na kabhee tho, kahee na kahee par humesha hee unko, mila hai kinara
jamane kee aankho ne, dekha hai yaro
yaha aadmi ko sabak dostee ka sikhate huve jo, lahu me nahaya masiha bana aur gandhee bana woh hajaro dilo me, yaha ghar banaya unhi kee banee hai, yaha yadgare unhi ke jahan me, chumpka sitara
jamane kee aankho ne, dekha hai yaro
|