Song Lyrics = Dekho Aai Holi Rang Layi Holi Song Lyrics Movie or Album = Mangal Pandey - The Rising 2005 Singer(s) = Aamir Khan, Chinmayee, Madhushree, Srinivas, Udit Narayan Music Director = A.R. Rahman Lyricist = Javed Akhtar
Lyrics
holi ho hey... holi aai rang phut pade yeh chalak chalak, woh dhalak dhalak phir baje ghungru dhol bade yeh yeh chalak chalak, woh dhamak dhamak sab nikle hain pee pike ghade yeh lapak lapak, woh dhumak dhumak cham cham nache pariyo kee dhunein yeh thirak thirak, woh matak matak yeh chalak chalak, woh dhalak dhalak - (2) yeh lapak lapak, woh dhumak dhumak yeh thirak thirak, woh matak matak
hey... ha ha ha ha...
ho... (dekho aai holi rang layi holi, chalee picthkaree uda hain gulal banke hain ghata mann jhum utha, rang chalke hain nile hare lal) - (2) rang reli me rang khelungee, rang jaungee rang gehre hain, abake saal abb hame koi roke nahee, abb hame koi toke nahee abb hone do ho jo bhee hal, dekho aai holi rang layee holi chalee picthkaree uda hain gulal banke hain ghata mann jhum utha rang chalke hain nile hare lal
ho o...
bhigee cholee chunaree bhee gilee hui, sajnajee dekho mai nilee hui thodee thodee too jo nashilee hui, patlee kamar lachkilee hui mann kyon na behke, tan kyon na dehke tum reh reh ke, mat pheko yeh najaro ka jal abb hame koi roke nahee, abb hame koi toke nahee abb hone do ho jo bhee hal, dekho aai holi rang layi holi aaj hua ek sa kamal rang aaise ude dekhane me lage, koi range hawao ke bal (chandee kee thal se leke gulal, abb radha se khelenge holi muraree radha bhee natkhat hain, paltee woh jhatpat hain maree kanhaiya ko hain pitchkariee - (2) dekhane wale toh dang hue hain, ke holi me dono ho sang hue hai toh radha kanha ek rang hue hain, kaun hain radha kaun hain kanha kaun yeh samjha kaun yeh jana
ho o o... holi me jo sajnee se nayan lade, thami hain kalai ke bat badhe tir se jaise mere mann me gade, teree yeh najariya jo mujhpe pade jo yeh ras rache, jo yeh dhum mache koi kaise bache hamse puchho na tum yeh sawal abb hame koi roke nahee, abb hame koi toke nahee abb hone do ho jo bhee hal (dekho aai holi rang layi holee, chalee picthkari uda hain gulal banke hain ghata mann jhum utha, rang chalke hain nile hare lal) - (2) abb hame koi roke nahee, abb hame koi toke nahee abb hone do ho jo bhee hal dekho aai holee rang layi holee, chalee picthkaree uda hain gulal banke hain ghata mann jhum utha, rang chalke hain nile hare lal
aaye...
holi holi....
Posted by : {Anamika Tyagi}
|