Song Lyrics: Rat Ke Hamsafar Thak Ke Gha.r Ko Chale Song Lyrics Movie or Album: An Evening In Paris Singer(s): Mohammad Rafi, Asha Bhosle Music Director(s): Shankar-Jaikishan Lyricist(s): Hasrat Jaipuri
Lyrics
rat ke hamsafar thak ke ghar ko chale jhumati aa rahi hai subah pyar kee dekh kar samne rup kee roshani phir luti ja rahi hai subah pyar kee
rat ne pyar ke jam bhar kar diye ankho ankho se jo mai ne tumne piye hosh toh abb talaq ja ke laute nahee janey kya la rahi hai subah pyar kee rat ke hamsafar.........
|