Song Lyrics: Jiyo Toh Aise Jiyo Movie or Album: Bahu Beti 1965 Singer(s): Mohammad Rafi Music Director(s): Ravi Lyricist(s): Sahir Ludhianvi
Lyrics
jiyo toh aise jiyo jaise sab tumhara hai maro toh aise ki jaise tumhara kuchh bhi nahi
yeh ek raj hai ki dooniya naa jisko jan saki yahi woh raj jo jindagi se hasil hai tumhi kaho yeh raj tumhe kaise samajhau ke jindagi ki ghutan jindagi ki katil hai har ek nigah ko yeh kudrat kaa ishara hai jiyo toh aise jiyo
jaha me aa ke jaha se khinche khinche naa raho woh jindagi hi nahi jisme aas bujh jaye koyi bhi pyas dabaye se dab nahi sakati isi se chain milega ki pyas bujh jaye yeh kehke mudata huwa jindagi kaa dhara hai jiyo toh aise jiyo
yeh aasman, yeh jamin, yeh fija, yeh najare taras rahe hain tumhari ik najar ke liye najar chura ke har ek shai ko yu naa thukrao koyi sharike safar dhundh lo safar ke liye bahut karib se maine tumhe pukara hai jiyo toh aise jiyo
|