Song Lyrics: Kitnee Anjanee Surte Lekar Song Lyrics Movie or Album: Biwi Aur Makan 1966 Singer(s): Mohammad Rafi Music Director(s): Hemant Kumar Lyricist(s): Gulzar
Lyrics
kitnee anjanee surte lekar lab pe janey se nam aate hain kisko malum tha mohabbat me aise makam aate hain
janey kaha dekha hai kaha dekha hai tumhe jagi jagi aankho ke sapno me, janey kaha dekha
jamana kinare kabhee bhigee bhigee cholee me sanware ke sang kabhee gopiyon kee tolee me kaha kaha puchha hai, kaha kaha dhundha hai janey kaha dekha..........
ravi ke kinare jahan hir kee saheliya puchhati hain roj wahi pyar kee paheliya janey kaha dekha..........
nil ke kinare kabhee sham ke ujale me jhulekha pukara hai tumko khayalo me janey kaha dekha..........
|