Song Title = Dekhna Bhi To Unhen Movie/album = Parchhaiyan (1997) Singers = Ustad Ghulam Ali Song Lyricists = Ahmed Nadeem Qasmi Music Composer = Ustad Ghulam Ali Music Label = Venus Records
Mp3 Song Lyrics
Dekhna bhi to unhe dur se dekha karna Dekhna bhi to unhe dur se dekha karna Shewa e ishq nahi husn ko ruswa karna Dekhna bhi to unhe dur se dekha karna Dekhna bhi to unhe dur se dekha karna
Ik nazar hi teri kafi hai ki e rahate jaan Ik nazar hi teri kafi hai ki e rahate jaan Kuchh bhi dushwar na tha Mujhko shaqe baad karna Dekhna bhi to unhe dur se dekha karna
Ik nazar hi Teri nazar ke nishane badlte rehte hai Teri nazar ke nishane badlte rehte hai Yeh log tere bahane badlte rehte hai Dekhna bhi to unhe dur se dekha karna Shewa e ishq nahi husn ko ruswa karna Dekhna bhi to unhe dur se dekha karna
Ik nazar hi teri kafi hai ki e rahate jaan Ik nazar hi ik nazar hi Teri kafi hai ki e rahate jaan Kuchh bhi dushwar na tha Mujhko shaqe baad karna Dekhna bhi to unhe dur se dekha karna
Unko yan adate aa lene de Unko yan adate aa lene de aye abre bahar Unko yan adate aa lene de aye abre bahar Aye abre bahar Unko yan adate aa lene de aye abre bahar Jis tarah chahana phir baad me barasa karna Dekhna bhi to unhe dur se dekha karna
Kuchh samajh me nahi aata Kuchh samajh me nahi aata ke ye kya hai hasrat Kuchh samajh me nahi aata ke ye kya hai hasrat Kuchh samajh me nahi nahi nahi nahi nahi Kuchh samajh me nahi aata ke ye kya hai hasrat Unse mil kar bhi na izhare e tamanna karna Dekhna bhi to unhe dur se dekha karna Dekhna bhi to unhe dur se dekha karna Shewa e ishq nahi husn ko ruswa karna Dekhna bhi to unhe dur se dekha karna Unko yan adate aa lene de aye abre bahar.
Posted By : {Anamika Tyagi}
|