Song Title = Faasle Aise Bhi Honge Movie/Album = Dua Generation Singer = Ghulam Ali
Mp3 Song Lyrics
((Faasle aise bhi honge,
Faasle aise bhi honge,
Faasle aise bhi honge,
Faasle aise bhi honge,
ye kabhi socha na tha,
faasle aise bhi honge,
ye kabhi socha na tha,
saamne baitha tha mere,
aur wo mera na tha,
faasle aise bhi honge,
faasle aise bhi honge,
ye kabhi socha na tha,
faasle aise bhi honge,
ye kabhi socha na tha,
saamne baitha tha mere,
aur wo mera na tha,
faasle aise bhi honge,
faasle...
wo ke khushboo ki tarah, faila tha mere chaar soo,
wo ke khushboo ki tarah, faila tha mere chaar soo,
main use mehsoos kar sakta tha, chhoo sakta na tha,
main use mehsoos kar sakta tha, choo sakta na tha,
faasle aise bhi honge, ye kabhi socha na tha,
faasle...
raat bhar pichhli hi aahat, kaan mein aati rahi,
raat bhar pichhli hi aahat, kaan mein aati rahi,
jhaank kar dekha gali mein,
jhaank kar dekha gali mein,
koi bhi aaya na tha,
jhaank kar dekha gali mein,
koi bhi aaya na tha,
faasle aise bhi honge, faasle aise bhi honge,
ye kabhi socha na tha,
faasle...
khud chadhaa rakhe the tan par, ajnabiyat ke gilaaf,
khud chadhaa rakhe the tan par, ajnabiyat ke gilaaf,
warna kab ik dusre ko, humne pehchaana na tha,
faasle aise bhi honge, ye kabhi socha na tha,
faasle...
yaad karke aur bhi, takleef hoti thi adeem,
yaad karke aur bhi, takleef hoti thi adeem,
bhool jaane ke sivaa, ab koi bhi chaara na tha,
bhool jaan ke sivaa, ab koi bhi chaara na tha,
saamne baitha tha mere, aur wo mera na tha,
faasle aise bhi honge, ye kabhi socha na tha,
faasle...
faasle aise bhi honge, ye kabhi socha na tha,
faasle...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|