Song Lyrics Title : Ek Padosan Song Lyrics Movie : Gopi (1970) Singers-Mahendra Kapoor, Lata,Lyrics-Rajinder Krishan, MD-Kalyanji Anandji
mp3 songs
ek Padosan peechhe pad gayi hoy ek Padosan peechhe pad gayi Junglee jiska naam ho Junglee jiska naam pyaar muhabbat kyaa samjhaaye isko Ram Aur Shyam ke teri meri nahin nibhni ke teri meri nahin nibhni nahin nahin ke teri meri nahin nibhni
jaa main na teri Madhumati na dhanno mera naam hoy Dhanno jaa main na teri Madhumati na dhanno mera naam Dil bhi dena dard bhi lenaa ye nahin mera kaam ke teri meri nahin nibhni ke teri meri nahin nibhni nahin nahin ke teri meri nahin nibhni hoy de re na re de re na re de re na de re na re de re na re de re na hoy de re na re de re na re de re na de re na re de re na re de re na de re na de re na hoy de re na re de re na re de re na de re na re de re na re de re na
main thaa ik Aazaad Musaafir gayaa dekhne Mela hoy gayaa dekhne Mela gayaa dekhne Mela hoy hoy lagi huyi thhi us mele mein Aayi Milan Ki Bela hoy Aayi Milan Ki Bela hoy Aayi Milan Ki Bela Jismein kaam kare thhi Bano yaaron maano ya na maano aisi gori chitthi chhori naazuk naazuk baans ki chori aisi gori chitthi chhori chitthi chhori aisi gori gori gori chitthi chhori kaise karoon main jora jori le gayi re dil mera chori chori hoy hoy chori chori O Bano Bano kahke yaaron o o o hoy Bano Bano kahke yaaron phiroon main subaho shaam ke teri meri ke teri meri ke teri meri nahin nibhni nahin nahin ke teri meri nahin nibhni jaa main na teri Madhumati na Dhanno mera naam Dil bhi dena dard bhi lenaa ye nahin mera kaam ke teri meri nahin nibhni ke teri meri nahin nibhni nahin nahin ke teri meri nahin nibhni
Haridwaar mein Ganga dekhi aur Dilli mein Jamuna Dilli mein Jamuna Dilli mein Jamuna lekin wo ek film thhi jismein jaa atka man apna atka man apna ho atka man apna jiska Hero thaa albelaa jaise hari chhail ka khela jaalim dil mein aag lagaaye zulfein naachhe bikhraaye kaare kaare matwaare main to jiyarwaa haari haari hoy hoy haari haari main hoon uski lalpari ho ho ho ho ho main hoon uski lalpari aur wo mera gulfaam ke teri meri ke teri meri ke teri meri nahin nibhni nahin nahin ke teri meri nahin nibhni
ek padosan peechhe pad gayi junglee jiska naam pyaar muhabbat kyaa samjhaaye isko Ram Aur Shyam ke teri meri nahin nibhni ke teri meri nahin nibhni nahin nahin ke teri meri nahin nibhni de re na re de re na re de re na de re na re de re na re de re na de re na re de re na re de re na de re na de re na hoy de re na re de re na re de re na de re na re de re na re de re na
chali milan ko ek jugnu se jogan nadiya paar chali milan ko ek jugnu se jogan nadiya paar jogan nadiya paar ho deewani ka deewane se huaa anokhaa pyaar ho deewani ka deewane se hoy huaa anokhaa pyaar ho anokhaa pyaar babul mera de aayaa hai shaadi ka paighaam arre usse pahle le bhagegaa tujhko Gopi Ram udan khatole pe udte jaayen gaate ek taraanaa hoy main jab chhedoon saaz apna tu aawaaz milaanaa ho ho ho bol kahaan ka aisa hai tu kohinoor ka tukda arre Naye Daur ke Devdas ka dekho to ye mukhdaa jaa re jaa Footpath pe tujhko ho ho ho ho arre jaa re jaa Footpath pe tujhko kar doongi neelaam ke teri meri ke teri meri ke teri meri nahin nibhni nahi nahin ke teri meri nahin nibhni hoy ek padosan peechhe pad gayi junglee jiska naam pyaar muhabbat kyaa samjhaaye isko Ram Aur Shyam ke teri meri nahin nibhni ke teri meri nahin nibhni ke teri meri nahin nibhni nahi nahin ke teri meri nahin nibhni de re na re de re na re de re na de re na re de re na re de re na de re na re de re na re de re na
Posted by : {Anju}
|