Song Lyrics Title : Bharat to hai azzad Song Lyrics Movie : Aaj Ki Awaaz 1984 Singer : Mahendra Kapoor
mp3 songs
ro ro kar kahta hai himalya or ganga ka pani azadi pakar bhi hamne kadar na iski jani bharat to hai azad hum azab kab kahlayenge bharat to hai azad hum azab kab kahlayenge
kabhi ram raz ke din ab aayenge ke na aayenge kabhi ram raz ke din ab aayenge ke na aayenge
dusman se bachkar aa gaye apno me aakar lut gaye dusman se bachkar aa gaye apno me aakar lut gaye tufan se kashti ko hum sahil pe lakar lut gaye sahil pe lakar lut gaye kya thi khabar kya thi khabar ghar me bhi hum sukh se na jine payenge kabhi ram raz ke din ab aayenge ke na aayenge
aisi hawa aisi faza aisa kahi pani nahi aisi hawa aisi faza aisa kahi pani nahi dunia me koi desh bhi is desh ka sani nahi is desh ka sani nahi sansar kya sansar kya hai swarg me mitti na aisi payenge kabhi ram raz ke din ab aayenge ke na aayenge
dil me yahi arman hai ye gulsita jinda rahe dil me yahi arman hai ye gulsita jinda rahe ham ho na ho tum ho na hindusta jinda rahe hindusta jinda rahe markar kabhi markar kabhi laute agar wapis yahi pe aayenge kabhi ram raz ke din ab aayenge ke na aayenge bharat to hai azad hum azab kab kahlayenge azab kab kahlayenge azab kab kahlayenge azab kab kahlayenge
Posted by : {Anamika Tyagi}
|