Song Lyrics Title = Diwana Song Lyrics Movie = Mehbooba (2008) Singer(s) = Sukhwinder Singh, Sonu Nigam, Aslam Sabri Director = Afzal Khan Music Director = Ismail Darbar Lyrics = Anand Bakshi
mp3 songs
((Sir sajde mein jhuk jaaye to Use log ibaadath kehthe hai Dil sajde mein jhuk jaaye to Use log mohabbat kehthe hai Yeh husn-o-ishq ki Ithni haseen mehfil hai Kisi ki.. Zulf mein atka hua mera dil hai
Aaa..Ri..Re..Ri..Re..Ro.... Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana, Diwaana, diwaana, diwaana (repeat 2 times)
Mein diwaana, mein diwaana Ho mein diwaana, mein diwaana Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana Mehbooba ka diwaana Diwaana mein to diwaana Woh shama mein parwaana
Diwaana, diwaana, diwaana Apni mehbooba ki tareef kartha rehtha hai Kuch bhi kehtha hai Is diwaane ki baathon mein na jaana Ki mein bhi hoon, apni jaan ka diwaana Diwaana mein to diwaana bin piye masthana
Woh chand hai, woh chandini Woh geet hai, woh baansuri Woh jaan hai, woh zindagi Zindagi, zindagi, haan zindagi Zindagi, ho zindagi, ho zindagi Zindagi, zindagi, haan zindagi, zindagi
Tu apni mehbooba ki Mujhko tasveer dikhana Dekh ke isko hosh mein rehna Josh mein na aajaana Mein to diwaana, mehbooba ka diwaana Diwaana mein to diwaana Woh shama mein parwaana
Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana, Diwaana, diwaana, diwaana Mein diwaana, mein diwaana, Ho mein diwaana, mein diwaana Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana Diwaana, diwaana, diwaana Diwaana apni jaan ka diwaana Diwaana mein to diwaana bin piye masthana
Ruke nazar nazar, jhuke nazar nazar Dil haathon se aaj nikal jaaye Kahin aag lage kahin pyaas jage Use chule jo haath woh jal jaaye Kuch naam patha to bathlana.. Mera dil me rahe wo jaan-e-jaana Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana Diwaana, diwaana, diwaana Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana Diwaana, diwaana, diwaana
Kya tu hai diwaana Diwaana, diwaana, diwaana Ji hai ji mein to diwaana, mehbooba ka diwaana Diwaana mein to diwaana, diwaana masthana
Ek gul hai woh, bulbul hai woh Khushboo hai woh; jadoo hai woh To lag gayi, haan lag gayi Lag gayi, lag gayi haan lag gayi, lag gayi Lag gayi, lag gayi, Lag gayi, lag gayi haan lag gayi, lag gayi Root kahin na jaaye mujhse mera yaar purana Toot na jaaye hum dono ka barson ka yaraana Hai mein to diwaana, woh shama mein parwaana Diwaana mein to diwaana, bin piye masthaana
Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana Yeh diwaana, yeh diwaana, yeh diwaana, yeh diwaana Diwaana, diwaana, diwaana, diwaana Diwaana, diwaana, diwaana diwaana Mehbooba ka diwaana, diwaana yeh to Diwaana apni jaan ka diwaana Diwaana, diwaana..Diwaana, diwaana ho...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|