Song Lyrics Title = Tez Dhaar (Techno Version) Song Lyrics Movie = Musafir (2004) Singers = Sanjay Dutt Song Lyricists = Dev Kohli Music Composer = Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani Director = Sanjay Gupta Music Label = T-Series Starring = Anil Kapoor, Sanjay Dutt, Sameera Reddy Release on = 9th December, 2004
mp3 songs
Huh.. Ab jacket pehno, bike nikaalo, goa jaao
Bedroom ka paisa, raaste mein naachta, dimaag ka
bheja fry
Na raaste ka bharosa, na mausam ka bharosa, kaun
bharega paisa
Kaun khaayega goli main nahin nahin
umm..hmm..umm..hmm..
Apna bas ek usool, saare jahaan qubool hai
Apna bas ek usool, saare jahaan qubool hai
Jaan jaaye toh jaan jaaye, par mera maal na jaaye
Maal jaaye toh kissi na kissi ki, jaan jaaye
Koyi rehmat maange, koyi maulat maange
Koyi rehmat maange, koyi maulat maange
Apun ka ek hi jawaab hai yaar
Tez dhaar umm hmm tez dhaar hmm..tez dhaar, bas tez
dhaar
Kitna samjhaaya hero ko
Is desh mein har hindustaani ka favourite time pass
hai gaana aur bajaana
Aur naahin toh gaane ke liye rukega na bajaane ke
liye letega
Lekin woh saala, ruk gaya aur billo ka dil, dukh gaya
Paiso ki kya hai kimmat, kimmat to bas jaan ki
Mere paiso ki kimmat hmm bas jaan hi hai hmm..
Umm hmm hmm seena zori chori haraam khori
Apna toh ek hi jawaab hai yaar
Tez dhaar umm hmm tez dhaar hmm..tez dhaar bas tez
dhaar
Jaan bach gayi toh neend chali jaayegi
Neend kabhi aa bhi gayi toh cheekta huwa, darrta huwa
Kaampta huwa jaagega tu mauka
Tez dhaar hmm tez dhaar
Bol chhupega kahaan chhupega woh, mauka chhupega
kahaan chhupega
Aisi koyi jageh nahin jaha bachega, bol chhupega, bol
chhupega
Abbe saale, taqdeer teri jhukti pehle, maut tere sar
pe hai
Lekin baatein aisi karta hai, jaise zindagi tere
bistar pe hai
Me bolu aaj to bole kal to bas tez dhaar
Umm zindagi aur mauke ke peechhe, aur ye tez, tez
dhaar
Seena zori chori haraam khori
Apna toh ek hi jawaab hai yaar
Tez dhaar umm tez dhaar tez dhaar tez dhaar tez dhaar
tez tez tez dhaar
Kya karta boss public ki demand thi, toh billa ko
aana hi pada
Kahaani khatam hone ko aayi, aur saala action shuru
hi nahin huwa
Ha ab main aa gaya hoon na
Ab dikha doon tamaasha, dikha doon tere ko bepasha
samjha...
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|